Teri Galliyon Se Song Lyrics - Jubin Nautiyal
Teri Galliyon Se Is A Latest Song Sung by Meet Bros Ft. Jubin Nautiyal Also Music Given By Meet Bros and Lyrics Are Written By Rashmi Virag, Featuring: Gurmeet Choudhary & Arushi Nishank, Directed By Navjit Buttar. Teri Galliyon Se Official Music Video Available On YouTube Channel Of T Series.
Song Details:
- Song: Teri Galliyon Se
- Singer's: Jubin Nautiyal ft. Meet Bros
- Music: Meet Bros
- Lyrics: Rashmi Virag
- Starring: Gurmeet Choudhary & Arushi Nishank
- Director: Navjit Buttar
- Release Date: 11 August 2022
- Label: T Series
Teri Galliyon Se Song Lyrics - Jubin Nautiyal
Meri mohabbat mein
Kaami joh nazar aaye
Saaf saaf keh dena
Kasam hai tujhe
Teri nighaaon mein
Jo aansu kabhi aaye
Wohi jaan de dunga
Kasam hai mujhe
Mujhsa doobara koyi
Aashiq na aayega
Baat yeh samajh mein
Kyun na aaaye tujhe
Ik din zamana mere
Kisse sunayega
Alag tha deewana jinse
Chaha tujhe
Teri galiyon se
Teri galiyon se
Uthega janaza jab mera
Log saare uth uth ke
Salam karenge
Tanhaiyon mein mera
Naam gun guna lena
Khwaabon main aa jaaunga
Milne tujhe
Teri galiyon se
Teri galiyon se
Uthega janaza jab mera
Log saare uth uth ke
Salam karenge
Jismein jalega
Raakh bachegi
Rooh magar yeh tere
Paas rahegi
Din bhi dhalega
Rut badlegi
Lekin mohhabat meri
Mit naa sakegi
Phir se tumhari khatir
Duniya main aayenge
Gair ka na hone denge
Yaara tujhe
Teri galiyon se
Teri galiyon se
Uthega janaza jab mera
Log saare uth uth ke
Salam karenge
Yaadon mein meri na
Aansu bhana
Maarke bhi mujhko hai
Ishq nibhana
Main khud ko samajhke
Hawa main lipat ke
Chuunga tujhe
Duniya se door chala hoon magar
Meri ruh tumhare paas rahegi
Poori tarha se bichhd nahi paunga
Yaara mere
Pher se jaam lekar main
Tere paas aaunga
Haath dil pe rakh ke apne
Bhulana mujhe
Teri galiyon se
Teri galiyon se
Uthega janaza jab mera
Log saare uth uth ke
Salam karenge
Teri galiyon se
Uthega janaza jab mera
Log saare uth uth ke
Salam karenge