Meri Tarah Song Lyrics - Jubin Nautiyal

Meri Tarah Song Lyrics - Jubin Nautiyal



Meri Tarah Song Lyrics - Jubin Nautiyal


Meri Tarah is a Latest Romantic Song Sung By Jubin Nautiyal, Payal Dev, Also Music Given By Payal Dev and Lyrics are Written By Kunaal Vermaa, Featuring: Himansh Kohli, Heli Daruwala & Gautam Gulati, Directed By Navjit Buttar. Meri Tarah Official Music Video Available On YouTube Channel Of T Series.


Song Details:

  • Song: Meri Tarah
  • Singers: Jubin Nautiyal, Payal Dev
  • Music: Payal Dev
  • Lyrics: Kunaal Vermaa
  • Starring: Himansh Kohli, Heli Daruwala & Gautam Gulati
  • Director: Navjit Buttar
  • Release Date: 14 January 2022
  • Label: T Series


Meri Tarah Song Lyrics - Jubin Nautiyal


Kaun hai woh duniya mein jo
Tujhe mujhse badhkar chahne laga
Jiske liye tu hath mera
Ek pal mein chhod ke jaane laga


Kaun hai woh duniya mein jo
Tujhe mujhse badhkar chahne laga
Jiske liye tu hath mera
Ek pal mein chhod ke jaane laga

Tum soch samajh kar chaho use
Ek din mujhse milwao use

Main bhi to dekhun
Pyar mein woh kya kar sakta hai
Kya woh jo bhi kehta hai
Woh sach mein kar sakta hai
Kya meri tarah woh tujh par
Hans ke marr sakta hai

Kya woh jo bhi kehta hai
Woh sach mein kar sakta hai
Kya meri tarah woh tujh par
Hans ke marr sakta hai
Hans ke marr sakta hai

Bohat fark hota hai yoon


Sath muskurane mein
Hath thaamne mein aur
Zindagi bitane mein
Jeene marne ki baatein
Karke bhool jaate hain
Kya kisi ka jaaye jhoothe
Khwaab sau dikhane mein

Tum galiyon mein apni bulao zara
Mere jitne kaante bichhao zara
Bina uff kiye kya in pe
Woh bhi guzar sakta hai

Kya woh jo bhi kehta hai
Woh sach mein kar sakta hai
Kya meri tarah woh tujh par
Hans ke marr sakta hai

Kya woh jo bhi kehta hai
Woh sach mein kar sakta hai
Kya meri tarah woh tujh par
Hans ke marr sakta hai

Ab yaad rakhega kaun kise
Yeh waqt ko tai kar lene de
Kar de khushiyon ki baarish us par
Ankh mujhe bhar lene de


Na shor hua awaz huyi
Jab jab dil sacha toota hai
Poochho sabse se sabko apne
Chahne walon ne loota hai

Na aas rahe na saans rahe
Hum bhi pathar ho jayenge
Tum ho jao ghairon ke
Hum to khud ke hi na ho payenge
Ho payenge

Teri dhadkanon ke zariye
Main bhi to dhadakti hoon
Tujhe kaise dil se mere
Door kar sakti hoon

Jaisi bhi ho raahein chahe
Haan main chal sakti hoon
Tujhe dekh kar jeeti hoon
Tujh pe marr sakti hoon
Tujh pe marr sakti hoon
Tujh pe marr sakti hoon
Tujh pe marr sakti hoon


Previous Post Next Post